Best 10+ Friendship Shayari Status in hindi

Friendship Shayari Status in hindi
Friendship Shayari Status in hindi

Friendship Shayari Status in hindi


Lover and friend mein kya fark hai??
Socho
Lover:- tumhe kuch hua to main jinda Nahi rahunga
&
Friend:- jab tak main jinda hun tumhe kuch nahi hone dunga.

👉Ek best friend ke liye best lines :-
Jab main mar jaau tab mere paas mat aana kyoki us waqt mere haath tumhare aansu nahi ponch sakenge..

👉What is friend?? 
i 'll tell you... Vo jo bin bulaye aaye... 
Bewajah sar khaye... 
Aap 1 bolo vo 4 sunaye... 
magar hamesha saath nibhaye...

👉Duniya mein kahin aapki JEET huyi to hum garv se kahenge "That's my friend", 
aur aap haare to haath pakad ke aap ke paas bethenge AUR kahenge "I am your friend"

👉Dedicated to my lovely Friends..! . 
Hazaro kaam Hain Jo Mujhe busy Rakhte Hain, 
Magar Tum log . . . Aise "Dheet" Ho Ke Phir Bhi Yaad Aate Ho.

👉1 Bahut Badi Ship Thi Fir Bhi Dub Gayi lekin Usse Bhi Badi 1 Ship Bani Hai, 
Jo Kabhi Nahi Dub Sakti Jante Ho Wo Ship Konsi Hai? APNI Friend"Ship" Yaar.
FRIEND is"Asian paints" Jo Duniya badal de... 
GIRL FRIEND is "Everest masala" Jo Taste mein best... 
WIFE is "Mosquito coil" Jo kone-kone se dhund ke maare...

👉Kabhi ankahi baaton ki ada hai Dosti, 
Kabhi Gam ki dawa hai Dosti, 
Kami hai Pujne walon ki, 
Warna zameen par khuda hai DOSTI. 
Be Friends Forever!

👉Voda "F" one,
Ai "R" tel,
Rel "I" iance,
Id "E" a,
Bs "N" l,
In "D" icom, 
Dekha Friend Ke Bina Saara Network Adhura Hai.....!
Bcoz HAR EK FRIEND ZARURI HOTA HAI!!!

👉Life ka best time- jab aap apne dost ko bole-
"yes, i am fine"
aur wo aapki ankhon mein dekhar bole-
ok, chal ab problem kya hai??
That's true friend..

👉Every relation is beautiful but real love is most beautiful, 
every light is good but moonlight is best, 
every friend is sweet but you know meri baat hi kuch aur hai. .

👉Jab mehfil mein bhi tanhai paas ho, 
Roshni mein bhi andhere ka ehsaas ho, 
Tab kisi dost ki yaad mein muskura do, 
Shayad wo Bhi aapke intezaar mein udaas ho.

Read Also:-

Post a Comment

0 Comments